Wednesday, June 13, 2018

Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,

// // Leave a Comment


Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,
Jitni kisi apne ke badal jaane se hoti hai.

Read More

Tuesday, June 12, 2018

Ek din meree aankhon ne bhee thak kar mujhse keh diya,

// // Leave a Comment

Ek din meree aankhon ne bhee thak kar mujhse keh diya,
Khwaab wo dekha karo jo poore ho, roj-roj hamase bhee roya nahee jaata..!!
Read More

Monday, June 11, 2018

Socha na tha vo shakhs bhee itana jaldee saath chhod jaega,

// // Leave a Comment

Socha na tha vo shakhs bhee itana jaldee saath chhod jaega, 
Jo mujhe udaas dekhakar kehta tha “main hoo na”.
Read More

Sunday, June 10, 2018

Jab tum sath the toh gham bhi has ke seh lete the hum,

// // Leave a Comment

Jab tum sath the toh gham bhi has ke seh lete the hum,
Ab jo nhi ho sath toh khushiyan bhi sahi nhi jaa rahi hain.
Read More

Saturday, June 9, 2018

Mujhe neend ki ijaazat bhi unki yaadon se leni padti hai,

// // Leave a Comment


Mujhe neend ki ijaazat bhi unki yaadon se leni padti hai,
Jo khud aaraam se soye hain mujhe karwaton mein chhod kar.
Read More

Friday, June 8, 2018

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha,

// // Leave a Comment

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha,
Kaashh Dil Bhi Maan Leta Ki Sab Sapna Tha..!!
Read More

Thursday, June 7, 2018

Wo umar bhar kehte rahe tumhare seene mein dil hi nahin..

// // Leave a Comment

Wo umar bhar kehte rahe tumhare seene mein dil hi nahin..❤
Dil ka daura kya pada, ye daag bhi dhul gaya.
Read More

Wednesday, June 6, 2018

ख़त जो लिखा मैनें वफादारी के पते पर,

// // Leave a Comment

ख़त जो लिखा मैनें वफादारी के पते पर,
 डाकिया ही चल बसा शहर ढूंढ़ते ढूंढ़ते.
Read More

Tuesday, June 5, 2018

Ab mera haal chaal nahin poochhate ho to kya hua

// // Leave a Comment

Ab mera haal chaal nahin poochhate ho to kya hua,
Kal ek-ek se poochhoge ki use hua kya tha.
Read More

Monday, June 4, 2018

Muskuraane kee ab wajah yaad nahin rehti,

// // Leave a Comment

Muskuraane kee ab wajah yaad nahin rehti,
Paala hai bade naaz se… mere ghamon ne mujhe!
Read More

Sunday, June 3, 2018

Dard hain dil mein par iska ehsaas nahin hota,

// // Leave a Comment

Dard hain dil mein par iska ehsaas nahin hota,
Rota hain dil jab vo paas nahin hota,
Barbaad ho gae ham unkee mohabbat mein,

Aur vo kehte hain ki is tarah pyaar nahin hota!

Read More

Saturday, June 2, 2018

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee.

// // Leave a Comment

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee..
Meree dua bhee usee khuda se hai tujhe mere kareeb laane kee.
Read More

Friday, June 1, 2018

Suno..Waise to “tum” meree “pehlee” pasand ho..

// // Leave a Comment

Suno..Waise to “tum” meree “pehlee” pasand ho..
Magar maine “chahaa” hai tumhe apnee “aakharee” mohabbat kee tarah..
Read More