Wednesday, June 13, 2018

Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,

// // Leave a Comment


Waqt badalne se utni takleef nahi hoti,
Jitni kisi apne ke badal jaane se hoti hai.

Read More

Tuesday, June 12, 2018

Ek din meree aankhon ne bhee thak kar mujhse keh diya,

// // Leave a Comment

Ek din meree aankhon ne bhee thak kar mujhse keh diya,
Khwaab wo dekha karo jo poore ho, roj-roj hamase bhee roya nahee jaata..!!
Read More

Monday, June 11, 2018

Socha na tha vo shakhs bhee itana jaldee saath chhod jaega,

// // Leave a Comment

Socha na tha vo shakhs bhee itana jaldee saath chhod jaega, 
Jo mujhe udaas dekhakar kehta tha “main hoo na”.
Read More

Sunday, June 10, 2018

Jab tum sath the toh gham bhi has ke seh lete the hum,

// // Leave a Comment

Jab tum sath the toh gham bhi has ke seh lete the hum,
Ab jo nhi ho sath toh khushiyan bhi sahi nhi jaa rahi hain.
Read More

Saturday, June 9, 2018

Mujhe neend ki ijaazat bhi unki yaadon se leni padti hai,

// // Leave a Comment


Mujhe neend ki ijaazat bhi unki yaadon se leni padti hai,
Jo khud aaraam se soye hain mujhe karwaton mein chhod kar.
Read More

Friday, June 8, 2018

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha,

// // Leave a Comment

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha,
Kaashh Dil Bhi Maan Leta Ki Sab Sapna Tha..!!
Read More

Thursday, June 7, 2018

Wo umar bhar kehte rahe tumhare seene mein dil hi nahin..

// // Leave a Comment

Wo umar bhar kehte rahe tumhare seene mein dil hi nahin..❤
Dil ka daura kya pada, ye daag bhi dhul gaya.
Read More

Wednesday, June 6, 2018

ख़त जो लिखा मैनें वफादारी के पते पर,

// // Leave a Comment

ख़त जो लिखा मैनें वफादारी के पते पर,
 डाकिया ही चल बसा शहर ढूंढ़ते ढूंढ़ते.
Read More

Tuesday, June 5, 2018

Ab mera haal chaal nahin poochhate ho to kya hua

// // Leave a Comment

Ab mera haal chaal nahin poochhate ho to kya hua,
Kal ek-ek se poochhoge ki use hua kya tha.
Read More

Monday, June 4, 2018

Muskuraane kee ab wajah yaad nahin rehti,

// // Leave a Comment

Muskuraane kee ab wajah yaad nahin rehti,
Paala hai bade naaz se… mere ghamon ne mujhe!
Read More

Sunday, June 3, 2018

Dard hain dil mein par iska ehsaas nahin hota,

// // Leave a Comment

Dard hain dil mein par iska ehsaas nahin hota,
Rota hain dil jab vo paas nahin hota,
Barbaad ho gae ham unkee mohabbat mein,

Aur vo kehte hain ki is tarah pyaar nahin hota!

Read More

Saturday, June 2, 2018

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee.

// // Leave a Comment

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee..
Meree dua bhee usee khuda se hai tujhe mere kareeb laane kee.
Read More

Friday, June 1, 2018

Suno..Waise to “tum” meree “pehlee” pasand ho..

// // Leave a Comment

Suno..Waise to “tum” meree “pehlee” pasand ho..
Magar maine “chahaa” hai tumhe apnee “aakharee” mohabbat kee tarah..
Read More

Thursday, May 31, 2018

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha

// // Leave a Comment

Na Chand Apna Tha Aur Na Tu Apna Tha,
Kaashh Dil Bhi Maan Leta Ki Sab Sapna Tha..!!
Read More

Wednesday, May 30, 2018

ज़िंदगी का हर वो रंग दिलकश लगता है

// // Leave a Comment

ज़िंदगी का हर वो रंग दिलकश लगता है,
जो आपके प्यार में हम’पर चढ़ता है …!!!
Read More

Tuesday, May 29, 2018

Teree yaadon ko kaise block karoon.

// // Leave a Comment

Teree yaadon ko kaise block karoon…
Dil mai ye option nahin hota..
Read More

Monday, May 28, 2018

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee.

// // Leave a Comment

Tum laakh dua kar lo mujhse door jaane kee..
Meree dua bhee usee khuda se hai tujhe mere kareeb laane kee.
Read More

Sunday, May 27, 2018

Kisee ko tum dil se chaaho aur wo tumhari kadar na kare to,

// // Leave a Comment


Kisee ko tum dil se chaaho aur wo tumhari kadar na kare to,
Ye uskee badnaseebee hai tumhari nahi…..
Read More

Saturday, May 26, 2018

Nahin karungee aaj ke baad minnaten teree

// // Leave a Comment

Nahin karungee aaj ke baad minnaten teree,
Jab rab raazee hoga to tu kya .. har cheez meree hogi !!
Read More

Friday, May 25, 2018

Ab chhod diya hai “ishq” ka “school” hamne bhee,

// // 1 comment

Ab chhod diya hai “ishq” ka “school” hamne bhee,
Humse ab “mohabbat” kee “fees” adaa nahee hotee !
Read More

Thursday, May 24, 2018

Neend churaane vaale poochte hain sote kyun nahee….!!!

// // Leave a Comment

Neend churaane vaale poochte hain sote kyun nahee….!!!
Itnee hee phikr hai to phir hamare hote kyun nahee…
Read More

Wednesday, May 23, 2018

Ajeeb halaat ho gayi hai dil ki,

// // Leave a Comment

Ajeeb halaat ho gayi hai dil ki,
Na tu iski hui aur na ye mera raha.

Read More

Tuesday, May 22, 2018

तमन्ना है मेरे मन की, हर पल साथ तुम्हारा हो….!!

// // Leave a Comment

”तमन्ना है मेरे मन की, हर पल साथ तुम्हारा हो….!!
जितनी भी सांसें चलें मेरी हर सांस पर नाम तुम्हारा हो….!!
Read More

Monday, May 21, 2018

समझा रहा हूं दिल को सुबह से कि

// // Leave a Comment

समझा रहा हूं दिल को सुबह से कि,
शाम तो होने दे…वो बाँहों की हथकड़ी अपनी ही है।
Read More

Sunday, May 20, 2018

Teri Bewafai ka Shikhwa karu toh

// // Leave a Comment

Teri Bewafai ka Shikhwa karu toh,
Yeh meri Mohabbat ki tauheen hogi..
Read More

Saturday, May 19, 2018

गर शौक चढ़ा है इश्क़ का तो इम्तेहान देना तुम

// // Leave a Comment

गर शौक चढ़ा है इश्क़ का तो इम्तेहान देना तुम,
बारिश में भी मेरे अश्क़ों को पहचान लेना तुम।
Read More

Friday, May 18, 2018

Samandar Bebasi Apni Kisi Se Keh Nahi Sakta

// // Leave a Comment
Samandar Bebasi Apni Kisi Se Keh Nahi Sakta,
Hajaron Meel Tak Faila Hai Fir Bhi Beh Nahi Sakta Hai.
Read More

Thursday, May 17, 2018

Har Najar Mein Mumkin Nahin Hai BeGunaah Rahna

// // Leave a Comment
Har Najar Mein Mumkin Nahin Hai BeGunaah Rahna,
Vaada Ye Karein Ke Khud Ki Najar Mein Bedaag Rahein.
Read More

Wednesday, May 16, 2018

Ghar Sajaane Ka Tasawwar Toh Bahut Baad Ka Hai

// // Leave a Comment
Ghar Sajaane Ka Tasawwar Toh Bahut Baad Ka Hai,
Pehle Yeh Tay Ho Jaye Ke Iss Ghar Ko Bachayein Kaise.
Read More

Tuesday, May 15, 2018

Bhare Baajaar Se Aksar Main Khali Haath Aata Hun

// // Leave a Comment
Bhare Baajaar Se Aksar Main Khali Haath Aata Hun,
Kabhi Khwahish Nahi Hoti Kabhi Paise Nahi Hote.
Read More

Monday, May 14, 2018

Iss Jahan Mein Kab Kisi Ka Dard Apnate Hain Log

// // Leave a Comment
Iss Jahan Mein Kab Kisi Ka Dard Apnate Hain Log,
Rukh Hawa Ka Dekh Kar Aksar Badal Jate Hain Log.
Read More

Sunday, May 13, 2018

Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum

// // Leave a Comment
Jab Tak Tha Dam Mein Dam Na Dabe Aasmaan Se Hum,
Jab Dam Nikal Gaya Toh Zameen Ne Dabaa Liya.
Read More

Saturday, May 12, 2018

Ek Rasta Yeh Bhi Hai Manzilon Ko Paane Ka

// // Leave a Comment


Ek Rasta Yeh Bhi Hai Manzilon Ko Paane Ka,
Seekh Lo Tum Bhi Hunar Haan Mein Haan Milane Ka.
Read More

Wednesday, May 2, 2018

गर शौक चढ़ा है इश्क़ का तो इम्तेहान देना तुम,

// // Leave a Comment
गर शौक चढ़ा है इश्क़ का तो इम्तेहान देना तुम,
बारिश में भी मेरे अश्क़ों को पहचान लेना तुम।

Read More